Dua nahi to gila deta koi
Dua nahi to gila deta koi
Submit By: Farhan ShafiqueRead More n Send Now...meri wafaon ka sila deta koi jab mukadar hi nahi tha apna deta bhi to bahla kya deta koi hasil-e-ishq faqat dard hai aye kash pehle hi baat deta koi taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna khaq me hi mila deta koi bewafa bhi humein bewafa keh gaya is se zyada kya daga deta koi guman hi ho jata kisi apne ka daman hi pakar kar hila deta koi arse se atka hai hinchkiyoun pe dun acha hota ke bhula deta koi (¯`v´¯) `*.¸.*´ Lover ¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨) (¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`• Prince” |
You To Duain Roz Kia Kertay hain
You To Duain Roz Kia Kertay hain
Submit By: Farhan ShafiqueRead More n Send Now...Bas Kisi terha Mil Jae Dua Roz kia ketray hain Khayal to ata hai Ager na milay to kia hoga Ess Liyee Tujhay Dil mai Basae Rakhtay hain Tumhari yado Ko Hamesha Hum Sajae Rakhtay hain Dil Key hal Ko Logo Say Chupae Rakhtay hain Hum say Ager Koi Pochay Ga tumhara Tu hum keh daingay Ankho Mai Sajaee Rakhtay hain Eik Bat Sochi Hai samjhi Tum KO BatatTay Hain Ager tum Naraz na Ho to tum ko bataTtay Hain Khuda Na Karya Kay Kabhi Biecharna para To Bas Jan Layna YE Muqaddar kEy FAislay hAin Mager kuch Bhi HO Ye Hum KO yad Rakhna hain Hal Par Har Ghari Eik Dosray ko Yad Rakhna hain Yaad to Aiege Dukh to Hoga Tere Na Hone Ka Mager Ye samjh Layna Ahsan Us Key Liye Jety hain (¯`v´¯) `*.¸.*´ Lover ¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨) (¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`• Prince” |
'Dil me tmhari yad k nashtar utar gaye
Submit By:Read More n Send Now...Kitne sitare aankh se tootkar bikhargaye Aajaiye k aap ko tarse hay ab nazar Dekha nhi hay ham ne bohat din guzar gaye.' |
'jise koi nahi janta
Submit By: AftabRead More n Send Now...use rab janta hy raaz ko raaz na smjo wo sb janta hy agar mangna he hy to us Khuda sy mango zuban pe aane sy pehle jo dil ki tarap janta hy' |
Dua hy app ki Achi nokri hoo
Submit By: Awais SomrooRead More n Send Now...1 achi chokri hoo app ko miss kary mujhy kiss kary app ko papi dye mujh koo jhapi dey app sey pyar kary mujh sy ikrar kary app k 7 roye mery 7 soye bolo *Ameen* |
DUA
DUA ME LAB PER SAWAL RAKHNA
Submit By: HAROON RASHEEDRead More n Send Now...NIGAH PER APNI KAMAL RAKHNA DENE CHAETY HO AGAR KHUSHIYAN HAMEIN TO, KHUSH REHNA AUR APNA KHAYAL RAKHNA |
Raat ko sony sy pahly ak hi dua mango
Submit By: zahid235Read More n Send Now...“YA ALLAH mujay uta ly ? ? ? ? ? ? soba sawery ? ? ? nemaz k lie” |
love
Mera dard kesy wo janta
Submit By: yasirRead More n Send Now...Meri bat kesy wo manta Wo to khud fana k safar pe tha Usy rokna b mahaal tha Kahan jaogay mjhe chor kr Me ye poch poch k thak gaya Wo jawab mjhko na de saka Wo to khud sarapa sawal tha Dam-e-wapsi usy kya hua Na wo roshni na wo tazgi |
hai duaa yaad mager harf-e-duaa yaad naheen
hai duaa yaad mager harf-e-duaa yaad naheen
Submit By: sajjad hayderRead More n Send Now...merey naghmaat ko andaz-e-nawaa yaad naheen hum ne jin ke liye rahoon main bichaya tha lahoo hum se kehtey hain wohi ehd-e-wafa yaad naheen zindagee jabr-e-musalsal ki terha kaati hai janey kis jurm ki pai hai saza yaad naheen main ne palkoon se der-e-yaar peh dastak di hai main woh saa-il hoon jisey koi sadaa yaad naheen kaisey bher aain ser-e-shaam kisi ki aankhain kaisey theraaii charaghoon ki zayaa yaad naheen sirf dhundlaye sitaroon ki chamak daikhee hai kab hua kon hua mujh se khafa yaad naheen |
mere saath tum bhi dua karo
mere saath tum bhi dua karo yun kisi ke haq mein bura na ho
Submit By: sajjad hayderRead More n Send Now...kahin aur ho na ye hadsa koi raaste mein judaa na ho mere ghar se raat ki sej tak vo ik aansu ki lakir hai zaraa barh ke chand se puchna vo isi taraf se gayaa na ho sar-e-shaam Thehari hui zamin, aasman hai jhuka hua isi mod par mere vaaste vo chiragh le kar khada na ho vo farishte aap hi Dhoondiye kahaniyon kii kitaab mein jo buraa kahein na buraa sunay koi shaKhs un se Khafa na ho vo visaal ho ke firaaq ho teri aag mahakegii ek din vo gulaab ban ke khilegaa kyaa jo chiragh ban ke jalaa na ho mujhe yun lagaa ki Khaamosh Khushbu ke hont titali ne chu liye inhi zard patton ki oT mein koi phool soyaa huaa na ho isii ehatiyaat mein main rahaa, isi ehatiyaat mein vo rahaa vo kahan kahan mere saath hai kisi aur ko ye pata na ho |
No comments:
Post a Comment